Thursday, November 30, 2006

TUM.......

♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥DEDICATED TO MY LOVE♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥
♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥

Dil ke dadkan ho tum,
Dil se nazuk kali ho tum,
Phoolon ki sugand ho tum,
Chandan ki mehak ho tum...

Sangeet ke sur ho tum,
Geeth ke khubsurat gazal ho tum,
Raag ke raagini ho tum,
Sangeet ke sargam ho tum....

Deepak ki roshani ho tum,
Suraj ki kirane ho tum,
Chand ke noor ho tum,
Sange mar mar ke moorath ho tum....

Pyar ke jaam ho tum,
Hawa ke jhoke ho tum,
Heero mein kohinoor ho tum,
Bagwan ki ek lajawab khubi ho tum................

Tuesday, November 28, 2006

Dil-E-Bimaar.........

Tu kahin bhi rahe sar pe tere ilzaam to hai
tere haathon ki lakiiron mein mera naam to hai .......
Mujhko tu apnaa bana ya na bana teri Khushi
tu zamaane mein mere naam se badnaam to hai .....
Mere hisse mein koi jaam na aayaa na sahi
teri mehfil mein mere naam koi shaam to hai ....
Dekh kar log mujhe naam tera lete hain
is pe main Khush hoon muhabbat ka ye anjaam to hai .....
Woh sitam agar hi sahi dekh ke usko
shukr is dil-e-bimaar ko aaraam to hai ...

Bhoolne waale.......

" Bhoolne waale se koyi keh de zara
is tarah yaad aane se kya faaida,
Jab mere dil ki duniya basaati nahin
phir khayaalon mein aane se kya faaida
Kya kahoon aapse kitni umeeden thi
Aap kya badle duniya badal si gayi,
Aasra de ke dil tod te hain mera
Is tarah sataane se kya faaida,
Chaar tinke jala ke kya mil gaya
Mit sakana zamane se mera nishaan,
Mujhpe bijli girao to jaanu sahi
Aashiaan par girane se kya faaida...!!! "


Wednesday, October 11, 2006

...NENAPUGALU...

...NENAPUGALU...
Savi nenapugalu baruthirali,
Kahi nenapugalu masuthirali,
Baalyada aa nenapugalantu sada hasiragirali,
Manassu mududidaga savi nenapu marukalisali,
Kahi nenapugalu badukige paatavaagali,
Kastadallina nenapugalu naanu yemba aham annu vimukagolisali,
Savi nenapugalu dukkadallina karmodagalannu chedurisali,
Nenapugalu endu hogadu namannu agali...................

Sunday, October 08, 2006

......kannadanadina bavyathe.....

"Namma naadu kannada naaadu,
ellellu pasarisirvudu hasira kaadu,
srigandada ramya sundara beedu,
kasturiyanthaha kannadada nudiyu,
namma ithihasa badami,chalukyara pourushada nelebeedu,
kuvempu,bendreyara sahityada siriyu,
sayhyadriya manoharavada bettagala saalu,
krishnadevrayana siriya vaibhavyatheyu,
mysorina kale,sangeethagala rasadouthanvu,
visveshwaraynantavara medhavigala thayinaadu,
abba entha cheluvu thayi bhuvaneshwariya mukaravindavu,
enthaha manoharatheyulla borgareyuva thayi kaveriya bhavyatheyu,
abbarisi arbitisi baruva tungeya jaladhareyu,
choudiah antavara amogha sangeetha lahariyu,
sringeri peetada adhyathmikatheya divyatheyu,
dussare yantha vjrumbaneya navaratriyu,
enthaha adbhuthavada sumanoharavada namma kannada naadu,
iruvudhu namma mele inthaha kannada naadu-nudiyannu kayuva karthvya jawabdhariyu....."

Saturday, October 07, 2006